Maulana M Zaki Hasan
User Pic
Name: Maulana M Zaki Hasan
Age: 45
Location: Mumbai/India
Expertize: Usool Fiqh (The Principles of Fiqh) and Faith
Question:Humney khums 27 apirl and zakaat eid ul zoha nikala tha jo ghar imambargh meh rakhe thy lakin koi reason ki wajhe se useey de nahi paye .. aur woh amount jo rakhe thy kisne le liya ya fir kisne rakh k bhul gaye kha. Koi solution dijeye.

Ayatollah:Sistani

Answer: Agar kotahi huwi hai to dobara nikalna hoga .
Question:Kya ladki meher mein ziyarate imam husain as maang sakti hai? pls hadis se support kare apne buzurgo ko batane ke liye

Ayatollah:N/a

Answer: Yes
Question:Kaha jaata hai ke raat mein safayee nahi karni chahiye...khususan jhaadu lagana...kya islam is amal ko raat mein mana karta hai.
Suna hai raat mein safai karne se kide makode bad dua karte hai. kya ye sahi hai?

Ayatollah:N/a

Answer: No, nothing is like this in Islam.
Question:Meri fufi abhi hajj me gayi thi hajj committee me se.

Unhone umre tamato ke liye Ahram ki Niyat Bombay airport se hi kar li thi kyuki Unko johfa nahi Le Jane vale the aur dusra Koie rasta nahi thi Johfa Jane ke liye

Toh Unko kafara lagega aur Ha toh kya kafara hoga??

Ayatollah:Sistani

Answer: Nahi kaffara nahi hai .
Question:Agha can i pray magrib prayer furadah in masjid when it is been prayed in jammah at the same time but i don't wanna join the jammat but any reason will my prayer be okay? Like praying magrib furad whem the Imam is leading the magrib jamaat prayer at the same time.

Ayatollah:Sistani

Answer: Not good but your Namaz is right .
Question:1- Parents ladki ki shaadi k liye paisa ya saaman jama karte hai to uspar khums hai?

2- agar nahi hai to ye sawal hai k hum hamari behen k liye jama kar rahe hai kyu k waledain se possible nahi hai. To kya hame uspar khums nikalna hai?

Ayatollah:Sistani

Answer: 1 - Nahi
2- Nahi
Question:Is it allowed to do a blood test during fasting in Mahe Ramadan?

Ayatollah:Sistani

Answer: Yes , allowed .
Question:Gair sayed insan sayed insan ko roze ka kaffara dey sakta hai?

Ayatollah:Sistani

Answer: Fidya dene main ehtiyat ye hai ki na de .
Question:Mujhe Eye infection hua h Doctor ne mujhe Drop Diya hai, to roze ki halat me Aankh (Eye) me Drop dal sakhte hai kya?

Ayatollah:Sistani

Answer: Yes, drops in eyes are permitted
Question:Agar hum kaam ke silsilay mai office ke saath Makkah jaen to kia hum pe Umrah wajib hojata hai?

Ayatollah:Sistani

Answer: Yes
Total 230 Questions 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23