Maulana M Zaki Hasan
User Pic
Name: Maulana M Zaki Hasan
Age: 45
Location: Mumbai/India
Expertize: Usool Fiqh (The Principles of Fiqh) and Faith
Question:Salaam Alaikum Maulana I wanted to ask about Aqiqah. When and how it should be done. Any rules to follow. Thank you.

Ayatollah:Sistani

Answer: ws 7 th day it's mustahab.
Question:Salam agha .... Rakat of namaz I wanna know. Fajr Wajib 2 Sunnah ,? Nafilah ? And so on...

Ayatollah:Sistani

Answer: ws subah : nafla 2 rakaat before Zohar : nafla 8 rakaat before Asar : nafla 8 rakaat before Maghrib : 4 rakaat after Esha : 1 (2) rakaat after 1 rakaat in standing or 2 rakaat in sitting
Question:Salamun Alaikum wrwb Agar WhatsApp group pe group members Zaeef Ahadees post karte hain ya aisi baatein Hadees keh kar post karte hain jo aslan Hadees nahi hoti, ya aapas mein ikhtilaaf aur nafrat paida karte hain, ya Ulema pe laa'n taa'n karte hain ya aisi cheezein post kare jis se Musalmano'n mein fasaad ho aur agar group mein koi saheb e Ilm ho to uski kya zimmedari hai? Posts padhh kar ignore karna ya islaah karna?

Ayatollah:Sistani

Answer: ws sahbe ilam apni zimmedari khud jante hain. batane ki Zaroorat nahi hai .
Question:salamunalaykum,maulana saab aajkal ye bola jaa rha hai k non muslim ka food agar veg hai to kha sakte hai...To kya ye sahi hai?

Ayatollah:Sistani

Answer: ws if non Muslim is Jew or Cristian then yes .
Question:Salaam hum working woman hai, aur humare liye hijab bhi zaroori hai. lekin kaam par hume formal hona padta.. to kya hum coloured coat ya abaya pehen sakte hai.. jissi hijab bhi rahe aur hum formal tarike se represent bhi kar sake..

Ayatollah:Sistani

Answer: ws Hijab is wajib no issue of colour.
Question:Salam, Question 1 agha us bande ka jhuta khana kaisa hai jo gair Muslim ka bhi khata ho (hindu wagaita) kya uska jhuta kha ya pee sakhte hain? Question 2 ghusl karte waqt agar left side pe pani daal ne ke baad aisa laga ke right side pe kuch jagha pani nai gaya toh kya waha pani direct daal sakhte hain ya koi aur tarika hai Wassalam iltemase dua

Ayatollah:Sistani

Answer: ws 1 yes kha sakte hain. 2 pahle dahne hisse ko dho lein phir dobara bayein hisse ko dhoyein.. 2 pahle dahne hisse ko dho lein phir dobara bayein hisse ko dhoyein..
Question:Salam agha how to control nafs e ammara or how can i restrict my self from doing sins shukriya Wassalam

Ayatollah:Sistani

Answer:

ws real faith and Tawassul can control NAFSE AMMARA .

Question:Salamalykum...my brother has general anxiety disorder..he feels really sick during the day and feels anxious. He will try his best to fast, but if he cannot, is it okay if he misses it? Will it be obligatory for him to make it up later? He is 21 years old. Wassalam

Ayatollah:Sistani

Answer: WS, ws fasting is not for sick persons.
(أَيَّامًا مَعْدُودَاتٍ ۚ فَمَنْ كَانَ مِنْكُمْ مَرِيضًا أَوْ عَلَىٰ سَفَرٍ فَعِدَّةٌ مِنْ أَيَّامٍ أُخَرَ ۚ وَعَلَى الَّذِينَ يُطِيقُونَهُ فِدْيَةٌ طَعَامُ مِسْكِينٍ ۖ فَمَنْ تَطَوَّعَ خَيْرًا فَهُوَ خَيْرٌ لَهُ ۚ وَأَنْ تَصُومُوا خَيْرٌ لَكُمْ ۖ إِنْ كُنْتُمْ تَعْلَمُونَ) [Surat Al-Baqarah 184] via @QuranAndroid
Total 230 Questions 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23