Maulana M Zaki Hasan
User Pic
Name: Maulana M Zaki Hasan
Age: 45
Location: Mumbai/India
Expertize: Usool Fiqh (The Principles of Fiqh) and Faith
Question:kya hair wax laga kar wuzu kar sakhte hain means wuzu sahi hai ya galat q ke wax balon me gel jaisa hi hota hai its a sort of cream only for making it hard

Ayatollah:Sistani

Answer: agar pani badan tak pahunchne main rukawat ho to wuzu nahi hoga .
Question:agar beshab me semin (mani) jaisi chiknahat ho toh kya beshab ke baad bhi ghusl lena hoga, par semen (mani) ki aur koi nishani nahi hoti hai jaise kamzori ana ya larza wagaira

Ayatollah:Sistani

Answer: nahi
wo semin nahi hai .
Question:What is kurr water in liters

Ayatollah:Sistani

Answer: 384 litter.
Question:agar kisi chiz pe khoon ka daag rahgaya ho khoon puri tarha se nikalne ke baad toh kya us chiz ko paak consider kar sakhte hain

Ayatollah:Sistani

Answer: yes
Question:agar koi najis jis ka ek drop badan par aya aur ko humne sirf hath thoke 3 baar pani se saaf kia (wipe) toh kya woh hissa paak hai

Ayatollah:Sistani

Answer: ws
nahi.
pak nahi hoga .
pani dal kar dhona hoga .
Question:Can i pray my qadha namaz of zohr and asr or magrib and esha separately example like zohar's qadha in fajr and asr's qadha in magrib

Ayatollah:Sistani

Answer: yes
u can recite like this .
Question:agha agar koi zakhm sokh raha hu aur naha ne ke baad us zakhm Ko saaf kia jae and use jis chiz se saaf kia gaya hai usme khoon dikhae de par zakhm par nahi toh kya zakhm ko paak karna wajib hai ya aise zakhm ke namaz ho sakhti hai bima paak kie (zakhm ko paak karne ke liye phir nahana hoga)

Ayatollah:Sistani

Answer: agar nahane se murad ghusal hai to dobara nahana hoga .
aur agar nahane se murad sirf nahana hai to sirf us zakham ki jagah ko dho lena kafi hai .
Question:is it possible that some one can do sihr.. magic on any person or on the source of income...

Ayatollah:Sistani

Answer: yes
can do .
Question:i work in uae and medical examination is compulsory.
they are asking for blood sample and vaccination injection. is it permissible.
its mandatory for me as i am working with food company.

Ayatollah:Sistani

Answer: no problem.
Question:How can i know that did some one have done shir or its just a eveil eye...many maulans said its sihr some said its evil eye but they are not able to remove...

Ayatollah:Sistani

Answer: read Dua Alqama from Mafateehul Jenan.
Total 230 Questions 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23